Haq Hussain Song Lyrics - Khuda Haafiz 2

Haq Hussain Lyrics Khuda Haafiz 2 Haq Hussain Lyrics in English from Khuda Haafiz 2 movie featuring Vidyut Jammwal is new Hindi song sung by Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya, Anis Ali Sabri. Music composed by Shabbir Ahmed and Haq Hussain Lyrics written by Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli.


 Ka Kha Ga Song Details:

Song:Haq Hussain 
Singer:Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya, Anis Ali Sabri
Lyrics:Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli 
Music:Shabbir Ahmed 
Cast:Vidyut Jammwal 
Label:Zee Music Company 
 

Haq Hussain Lyrics


Ragon mein khoon hai

Nahi sukoon hai

Dehakte kalb mein

Bhara junoon hai


Zulm ke khilaaf

Yeh haq ki jung hai

Shamshir pe chadha

Lahu ka rang hai

(lahu ka rang hai)


Toofaan chal pada

Mitaane kaafila

Ali ka noor hai woh

Woh navi ka chain hai hai


Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai

Hussain hai hussain hai

Imam-e-haq hussain hai


Hazar lashkaron pe bhari

Naam ek hussain hai

Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai


Aasmaan pe hai adam

Zameen hai lahu se namm

Sulagti aag garbh mein

Bhadak rahi hai dum badam



 


Utha humari jism ke

Lahu mein ek ubaal hai

Azu ke vaaste yahan

Kadam kadam mazal hai

Mazal hai mazal hai


Tumhein toh ilm hi nahi

Zara bhi unke garbh ka

Baha na de kahin tumhein

Toofaan unke sabr ka


Baha na de kahin tumhein

Toofaan unke sabr ka

Kehar kehar baras pada

Jidhar uthaye nain hai


Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai

Hussain hai hussain hai

Imam-e-haq hussain hai


Hazar lashkaron pe bhari

Naam ek hussain hai

Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai


Haq ali haq ali

Haq ali haq ali


Masumiyat ke kaatilon ka

Aaj hoga khatma

Hum betiyon ki dhaal hain

Sita ho ya ho fatima


Faulaad ke seene yahan

Imaan apne saath hai

Na dar mujhe sar pe mere

Maula ali ka haath hai


Tumhein toh ilm hi nahi

Zara bhi unke garbh ka

Baha na de kahin tumhein

Toofaan unke sabr ka


Baha na de kahin tumhein

Toofaan unke sabr ka

Baha na de kahin tumhein

Toofaan unke sabr ka



 


Kehar kehar baras pada

Jidhar uthaye nain hai


Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai

Hussain hai hussain hai

Imam-e-haq hussain hai


Hazar lashkaron pe bhari

Naam ek hussain hai

Hussain hai hussain hai

Noor e haq hussain hai


Ya ali maula

Haq ali haq ali..


Har daur uthegi

Haq ke liye shamshir

Har baar tootegi

Boorai ki zanjeer


Har daur uthegi

Haq ke liye shamshir

Har baar tootegi

Boorai ki zanjeer


Jung ki dahaad hai

Sar pe junoon sawaar hai

Na behne ka hai dar ise

Lahu ki yeh lalkaar hai


Rivayate hussain hi majboor hai


Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai

Hussain hai hussain hai

Imam-e-haq hussain hai


Ya ali

Hussain hai hussain hai

Noor-e-haq hussain hai

Maula ali

Previous article
Next article

Ads Atas Artikel

Ads Tengah Artikel 1

Ads Tengah Artikel 2

Ads Bawah Artikel