Iss Baarish Mein Lyrics In English - Neeti Mohan, Yasser Desai | Jasmin Bhasin, Shaheer Sheikh

Iss Baarish Mein Lyrics In English - Latest Hindi romantic love song is Sang By Yasser Desai, Neeti Mohan, Music was composed by Ripul Sharma. The lyrics of the Iss Baarish Mein song are written by Sharad Tripathi. The music video was featured by Jasmin Bhasin, Shaheer Sheikh. Iss Baarish Mein Lyrics In English - Neeti Mohan, Yasser Desai | Jasmin Bhasin, Shaheer Sheikh

Shaheer Sheikh, Jasmine Bhasin

Iss Baarish Mein Song credits : 

Song :Iss Baarish Mein
Singer:Yasser Desai, Neeti Mohan
Lyrics:Sharad Tripathi
Music:Ripul Sharma
Director:Aadity Vinay Datt
Cast:
Version:
Jasmin Bhasin, Shaheer Sheikh
Album
Music Label:Saregama Music.


"Iss Baarish Mein" lyrics : 


Sawan ki ik bhooli bisri kahani

Wo pal wo lamhe aur aankho ka paani

Badal ke shoro mein baarish ki aahat

Bheege labo ki wo kanpkanpahat


Un lamho ko fir jeene ki 

Fariyaad kar raha hoon

Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon


Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon


Un lamho ko fir jeene ki 

Fariyaad kar raha hoon

Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon


Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon


Mann ko bhigoti alhad ye boondein

Ehsaas mein tere aankho ko moondein

Main bheegta hu chhupaanee ko aansu

Dikh jaayein na ye zamaane ke aansu


Teri baato se apne dil ko 

Aabaad kar raha hoon

Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon


Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon


Khushbu liye aayi geeli hawayein

Kaano mein kisse tere gungunayein

Mera haath thaame mujhe takte rahna

Meri fikra mein raat bhar jagte rahna


Dekho zara ye ithlaate baadal

Kuchh iss kadar the hum dono pagal

Mujhe dil ki baatein batana hai tumko

Baarish mein kass ke bhigaana hai tumko


Un lamho ko fir jeene ki 

Fariyaad kar rahi hoon

Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar rahi hoon


Iss baarish mein main bas 

Tumko yaad kar raha hoon



Previous article
Next article

Ads Atas Artikel

Ads Tengah Artikel 1

Ads Tengah Artikel 2

Ads Bawah Artikel